Wednesday 13 July 2016

BHOOK KA NA LAGNA

BHOOK KA NA LAGNA
Naqsh No 36 (BHOOK KA NA LAGNA): Hamara ye mozoo un bachon, baron aur khawateen k liye hai jinhen bhook nahi lagti aur isi liye unko jismani kamzori hojati hai jis se unki sehat buri tarha mutasir hoti hai. Jin afrad ki khorak main garam cheezon ka istemal ziada hota hai unk mede main garmi hojati hai, pani ka kam istemal mede main garmi paida karta hai isi garmi ki waja se bhook nahi lagti aur khorak main kami hone ki waja se sehat kharab hojati hai.